Breaking News
Loading...
Saturday 25 June 2016

Nabi s.a.w.w use clay stone during prayers and now Shia Muslims use a clay stone for saying prayers but other Sects don't?

<<<§ISLAM KAY BUNIYADI SATOONON AUR UN PAR AMALDARAMAD§>>>

§Nabi s.a.w.w Nimaz Kay Duran Sajidah Gaah Ka Istamal Kartay Thay Jab Khay Shia Kay Elawa Baqi Koe Mazhab bhe Sajidah Gah nhen Rakhta§>>>

Shia Nimazi Bawaqtay Nimaz Sajidah Gah Samnay Rakh Laytay hain aur Ba waqtay Sajidah Usee Khak Par Peshani Rakhtay hain Jab Khay Sunnee Hazraat Aysa nhen kartay Shiyon Ka yhe fail bhe Ahaylay Sunnat Kay Nazdeek Qablay Aytraz hay Aap Ko Yhe Jaan Kar Tajab Nhen hona Chaiyay khay Yhe Fail bhe Dar Asal Sunnatay Rasoolay Maqbool s.a.w.w hay Jisay Siraf Shia Mukhalayfat Kee Nazar Kar diya gaya hay Chunacha Bukhari Shareef bay Yhe Maslah Bhe Hal Kar Diya Kion khay Haq Zubanay Dushman Par bhe Aa Jaya karta hay>>>

Ref: Lihazah Saheeh Bukhari Mutarajam Matboowah Saeedi Karachi Jild 1, Kitab Al Salaat Bab Al Salaat Al Khamrah Bab no 262, Page no 220, Hadees no 3710 Iss Tarah hay Khay>>>

(Abu Waleed Shoba Sulman Shubani Abdullah Bin Shadad Hazrat Mehmoona r.a (Umal Momineen) Rawayat Karti hain Khay Rasoolay Khuda s.a.w.w Khumrah Par Nimaz Ada Farmaya kartay thay)>>>

Aysa he Biyaan Imam Bhayqee Ahaylay Sunnat nay Apni Sanan Kubra Jild 2, Bab Al Salat Alal Khumrah Page no 421 Main Likha hay>>>

Jab yhe Rawayat Milee to Ab Khumrah Kay Baray main Tajasas huwa Khay Yhe kiya Shay Hay Jiss Par Hazoor s.a.w.w Nimaz Ada Farmatay thay ChunAcha Fazal Muhadas Ahaylay Sunnat Mulana Muhammad Tahir Fatni Ahmad Abadi Kee Kutab >>>

Ref: Majmah Bahar Al Anwar Jild Awal Bab Al Khamay Noon Page no 377>>>

Par yhe Uljan bhe Durr kar dee Molvee Sahib Mousoof Lafaz Khumrah Kay Maynee Iss Tarah Tehreer Kartay hain>>>

(Hayaal Tayee Yas Jid Alay Haa Ala Aan Al Shiaah) >>>

§Yani Khumrah yhe who he Cheez hay Jiss par Aab Shia Sajidah Kartay hain§>>>

Paas Muamlah Saaf Ho gaya Khay Shia Nimaz Main Yhe Sunnat Bhe Puri kartya hain aur Nam Nihad Ahaylay Sunnat Hazraat iss Sunnat Ko Bhe Chorr Chukay Hain>>>


To Be Continue will be in a Next post........


0 comments:

Post a Comment

 
Toggle Footer