<<<§ISLAM KAY BUNIYADI SATOONON AUR UN PAR
AMALDARAMAD§>>>
Taraveeh Part no 2:>>>
Aab Taraveeh He kee Misaal lay Layain Saheeh Bukhari he main
hay khay iss nimaz ka hukam Musalmanon kay Khaleefah Doum nay diya aur khud he iqrar
kiya khay yhe achee Bidaat hay Saboot kay liyay Daykhiyay>>>
Ref: Shaheeh Bukhari Para no 8, Kitaab Al Soum Bab (Fazal
Man Qaam Ramzan)>>>
2: Mishkawaat Mutarajaam Matboowa Noor Muhammad Asha Al
Mutabay Karachi jild no 1, Page no 339, Hadees no 1216>>>
Aab kiss waqt Sunni Sahibaan Taraveeh ko (Sunnatay Mokidah)
Khaytay hain to Hayraat kay sath sath hansi bhe atee hay khay jab Hazrat Umer
nay mehz apni rayay say aik Qari kay peechay Jama honay ka hukaam day kar iss
Fail ko (Nayee Cheez) tasleem kar liya hay to yhe Sunnat Kaysay hue? kiya Bibi
Ayesha aur Hazrat Umer nay jhoot bolaa agar Rasoolay Khuda s.a.w.w nay yhe
Nimaz ada kee thee yaa iss kaa hukaam diya tha to pher Hazarat Umer nay isay
(Achee Bidaat) Yani Nayee Cheez khaynay kee zaroorat kion Mehsoos
kee>>>
Chuncha baad kay Ulama nay bhe isay Awoliyaatay Umer he main
shumaar kiya hay Itmaynan kay liyay daykhiyay>>>
Ref: Al Farooq Moualifah Shamas Al Ulmaa Shablee Noumani
Page no 663, Hissa Doum>>>
2: Tareekhay Khulfa (Allama Hafiz Jalal Ud Din Sayooti Page
no 73, 74>>>
3: Intaqaad Al Rajeeh, Ahaylay Hadees Allma Nawaab Saddique
Hasssan Bhopaalee page no 62, 63 Waghairah>>>
To Be Continue will be in a Next post........
0 comments:
Post a Comment