§HUM MATAAMAY HUSSAIN A.S KION KARTAY HAIN§ (Matamay Hussain
a.s Dar asaal Marhagaay Yazeed Hay)>>>
100 Prove About Matam, Prove No 3:>>>
Zikaray Hussain a.s Kaa Zaakir Khud Khudaa Sugwaar Saari
Kainat Azadar Khaleelay Khuda a.s (Hazrat Ibraheem a.s kee
Azadari):>>>
(Inaa Hazaa Laa Ho Waal Balaa Ul Mobeen Fadaynaa Ho Bay
Zibhin Azeem)>>>
Tarjamaa: Bayshaq yhe Imtayhanay Roshan hay aur hum nay
(Ismail a.s) ko aik Bari Qurbaani kay Aywaaz Bachaa Liyaa)>>>
Jaab Allha Talaa nay Hazraat Khaleel Allha a.s ko yhe
Farmayaa to Hazrat Ibraheem a.s nay Khuda say Dariyaft kiyaa Khay (Baari
Qurbaani) Kiyaa hay Jawaab Milaa >>>
Aay Ibraheem a.s Teraa Farzand (Ismail a.s) Khatamal
Nabiyeen s.a.w.w kay Nooray Hamaal Hay Iss Liyay Hum nay Teraa Imtayhaan Lay
Kaar Ismail a.s Ko Bachaa Liyaa Pher Khuda nay Apnaay Khaleel a.s Kee Nigaahon
say Hijaab Durr Kar Kay Janaabay Muhammad Mustafa s.a.w.w aur Unn Kee Alaay
Athaar a.s Kaa Rutbaa Jaleelah Mushaahidh Karwayaa >>>
Nooriyaa Ibraheema Malaakootiss Samaawat>>>
(Yaani Aur Hum nay Ibraheem a.s ko Nizamaay Asmaani
Dikhlanaay kay Manazar Unn Kay Peshay Nazaar Farmayaay)>>>
To Ibraheem a.s Inn Baragzeedah Hastiyon kee yhe Manzaylaat
Mulakhataah Kaar Kay Bhout Mehzooz Huway Aur Hazrat Imam Hussain a.s ko Daykh
kaar Dariyaft Kiya Khay Yhe Kon hain Jawaab Milaa Khay Yhe Ismail a.s kay
Farzand Kaa Lakhatay Jigaar Yaani Dukhtaray Hazratay Muhammad Mustafa Kaa
Farzand Hussain a.s hay Aay Ibraheem a.s! Tum apni Zaat ko Zaydah Dost Rakhtay
Ho Yaa Muhammad s.a.w.w aur Inn Kay Jigaar Paraah Hussain a.s ko Janabay Ibraheem
a.s Naay Araaz Kiyaa Khuda Wandah Main Janaabay Muhammad Mustafa s.a.w.w ko
Apni Zaat say Zaydah aur Imam Hussain a.s Ko Apnaay Nooray Nazar Ismail a.s say
Zaidah Dost Rakhtaa hun Arshaad huwa Aay Ibraheem Ismail a.s kaa (Fidyaah
Azeem) yhe he hay Asqiyayay Umaat Isee Ko Maa Iss Kaay Kaamsin Bachon Kay 3 Din
Kaa Bhooka Piyasaa Ghurbaat aur Baay Kaasi Kee Halaat main Nahayaat Zulaam O
Sitaam kaay Sath Shaheed kaar Dayain Gaay Jiss Ko Daykh kaar Shajar O Hujar,
Asmaan O Zameen, O Hosh O Tayoor Royain Gaay>>>
Jaab Khaleel a.s nay Yhe Wakiyaah Sunaa Shidatay Qilaaq (Gham) say Aap a.s Paar Alaamay
Giryaah Taari Huwaa aur Saro Aur Ashqaay Ghaam Bidhaayay Mubaraak (Ankhon) say
Jaari huway Khaytaab Ayaa Khay>>>
(Aay Ibraheem! Imam Hussain a.s Kee Museebat ko Sunn kaar
ronaa Usee kay Sawaab Kaay Barabar hay Jo Ismail a.s Kee Qurbaani Say Hasaal
Hotaa)>>>
Ref: Makhooz Azz Daleelay Azaa Page no 9-10, Risalaah Al
Balaa Ul Mobeen Baa Asnaad Munaahaj Al Talaybeen Imam Qazveeni, aur Roza Tul
Shuhadaa, Tareekh Habeeb Al Seer, Aur Muaraaj Al Naboowat Mulaa Moeen
Lahori, aur Hawadaas Rozgar Abu Al
Hasnaat Muhammad Ahmad Qaadri Wazeer Khan Masjid Lahore>>>
Paas Rawayaat Balaa Kee Roshani main Sabaat huwa Khay Imam
Hussain a.s Kee Museebat ko Sunn Kaar Giryaah O Bukaa karnaa Itnaay Sawaab Kaa
Hamaal hay Jo Hazrat Ibraheem a.s Ko Janabay Ismail a.s kee Qurbaani Karnay say
Hasaal Ho Saktaa Tha Lihazaah Azadari
Imam Hussain a.s Naah Siraaf aik Ebadat hay Balkhay Malaikh O Awoo Lil Azaam
Payghambron a.s kee Sunaat hay Milatay Ibraheemi Kay Daayee (Dawaydar) Paar Lazaam hay Khay
Uswaayay Khaleel a.s Kee Mukhalayfat naah Karaay aur Tasleem karay Khay
Azadariyay Shabeer a.s Manshaa Izdee (Rab Talaa) kay Mutabiq Baisay Sawaab Bay
Hisaab hay>>>
0 comments:
Post a Comment