<<<§ISLAM KAY BUNIYADI SATOONON AUR UN PAR
AMALDARAMAD§>>>
§ Azan O Aqamat (Haiya Ala Khairil Amaal)§>>>
Jaab Hum Azaan O Aqamat kay Alfaz Daykhtay hain to Maloom
hota hay Khay Mazhabay Shia Main (Hayiya Ala Khair Ril Amaal) kay Alfaz
Juzwayay Azaan Hain aur Mutwatar Parhay Ja Rahay Hain Laykhan Hazraat Ahalay
Sunnat Kee Azan Main Yhe Jumlah Mujood nhen hay Jab Khay Kutabay Ahalay Sunnat
say Mukamal Torr Par Sabat Hota hay Khay Zamanayay Rasoolay Kareem s.a.w.w Main
Mazkoorah Alfaaz Azaan main Parhay Jatay Thay Laykan Bad main Hazrat Umer kay
Hukam say yhe Alfaaz Azan say Kharaj kar diyay Gayay Jab Deen Mukamal hay aur
iss main Hazoor s.a.w.w kay Bad kisee ko Rado Badal karnay Ka Ikhtiyar Nhen hay
to pher aik Umatee kay Aysay Hukam ko Kiss Tarah Qablay Amal Samjah Ja Sakta
hay Jo Khay Bilkul Zahiri Sunnat ko Tabdeel karnay ka Irtakaab kar raha hay
Agar Aqeedat Aur Khush Gumani kay Parday Utha Kar Soucha Jayay to aik Talabay
Haq (Haq Ka Talabgar) Yhan Zaroor Ghorr karay Gaa Khay Iss Tarah Kee Qata O
Bureed Akhar Kion Zaroori hue Jab Aap Deen Ko Elhami Mantay Hain Mazhab Kee
Buniyad Wahiyay Elahi Qarar Daytay Hain to pher iss Tehreef ko jo aik Ghair
Masoom O Ghair Mansoos Insan Kay Hukam say kee Gayeey Aaj Taak Kion Tasleem
Kiya Jaa raha hay? Aur Agar Shia Sunnatay Rasool s.a.w.w kee Itabaa main iss
Jumlay ko Tarak Nhen kartay to Bataiyay Sunnat Kay Payrokar Shia Huway Yaa
Sunni?>>>
Hazrat Umer Ka (Haiya Ala Khair Ril Amal) Parhnay Say Rokna
Mundarja Zail Kutab Ahalay Sunnat say Sabat hay>>>
Ref: 1: Saheeh Muslam Mutarajam Matboowa Sawodiyah Karachi
Jild no 2, Page no 10 >>>
2: Kinzal Amaal Matboowa Haider Ababad Dakhan Jild no 4,
Page no 266, Hadees no 5489>>>
3: Neel Al Wataar Imam Showkani Jild no 1, Page no
339>>>
To Be Continue will be in a Next post........
0 comments:
Post a Comment