<<<§ISLAM KAY BUNIYADI SATOONON AUR UN PAR
AMALDARAMAD§>>>
Nimaz main Apni Taraf Say Milawaat:>>>
Mazhabay Sunniya Kay Bhe Rang Niralay Hain Nimaz jo Afzal Al
Amaal hay aur Intayhayee Zaroori Ebadat hay agar Siraf Yhe he Amal Zairay Bhais
Laya Jayay to Bakhoobi Maloom Ho Jata hay khay iss kay Tareeka main he kayeey
Amoor Sunnatay Rasool s.a.w.w kay Khaylaf Saabat Hotay hain Iss Taghaiyaar O
Tabdeeliyay Sunnat Kay Bawajood Sunni Hazrat ka Ahaylay Sunnat honay Ka Dawa
bhout he Ajeeb Maloom Hota hay aik Muhaqiq Mazhab Jab Yhe Mulakhata karta hay
Khay Amalay Rasool s.a.w.w (Sunnat) Kay Khaylaf Balkay Kitabay Mohkaam (Quran)
kay Khaylaf yhe Jamayatay Kaseerah Kabhee to Aik Ayat kaa Sirqah Kartay Hain jo
bhot bari Tehreef hay aur Kabhee Kalamay Khuda main Apna Kalaymah Dakhil kartay
hain Maslaan Aap nay Maloom Kiya Khay Quran main Mujood Sunnat say Sabat Ayatay
Bismillah ko Hazam kar Laytay hain aur Surayay Fatiyah he main apni taraf say
(Ameen) Kaa Ezafah Kartay hain Halankhay Yhe Lafaz Quran Majeed main Mujood
nhen hay aur nah he kaa kaa Rawaaj Zamanayay Rasoolay Maqbool s.a.w.w main
Sabat Hota hay Turrah Yhe Hay Khay Bawajood isay Bidaat aur Nayee Cheez Tasleem
karnay Kay Pher bhe Iss Milawaat say Baaz Nhen Atay>>>
Chunacha Mashood Imam Ahaylay Sunnat Showkani Tehreer kartay
hain Khay (Mehdi) Nay (Al Jurr) main Etrarat (Alay Rasool s.a.w.w) Ka Mutafiqah
Biyan Likha hay Khay Tameen Yaani Nimaz Main Surayay Al Hamad Kay Baad (Ameen)
Khayna Bidaat(Yani Nayee Cheez) hay aur Ameen kay Nayee Cheez (Bidaat) Honay
Par Hadeesay Maviyah Bin Hukaam say Istadlal Kiya hay>>>
Ref: Neel Al Wataar Muaa Hashiyah Awon Al Baari Jild no 2
Page no 116>>>
Ab Khud Faisla Kar Leejiyay Khay Ain Nimaz Main Bidat ka
Irtakaab Kar Khay Ahalay Sunnat Hona Kiss Tarah Sabat Ho Sakta hay aur Kalamay
Khuda Main Sirqah o Milawaat kar kay dawaa Etabaa Sunnatay Rasool s.a.w.w Kiss
Munh say Kiya Jata hay?>>>
Mazhab Imamiyah Shia Main Nah He Bismillah Sharif Ka Sirqaah
(Mean Nah Parhnay Ko Kaha Jata hay)Kiya Jata hay aur Nah he Ameen Kee Amaizish
Kion Khay Yhe dono Batain Sunnat Kay Khaylaaf Hain Lihazah Sabaat Huwa Khay Yhe
He Mazhaab Shia Tareekayay Rasool s.a.w.w Kee Pairavee karta hay>>>
To Be Continue will be in a Next post........
0 comments:
Post a Comment