§HUM MATAAMAY HUSSAIN A.S KION KARTAY HAIN§ (Matamay Hussain a.s Dar asaal Marhagaay Yazeed Hay)>>>
100 Saboot Azadari Kay Mutalaaq, Saboot No 42:>>>
Ashabay Rasool s.a.w.w Kaa Raan Peetna>>>
Muaviyah Bin Hukam Salmaa say Marvee hay Khay Hum Nabi
s.a.w.w kay peechay Nimaz parh rahay thay Khay Aik Admi Ko Cheenk Ayeey main
nay Usay Yarhamak Allha Kaha to Qoum nay Mujhay Ghoora to main nay unn say kaha
Mujhay Kion Ghoortay ho to Sahaba nay Apni Ranon ko Peeta>>>
Ref: Sanan Nisayee Jild no 3, Page no 16 and Sanan Abi
Dawood Jild 1, Page no 244, Bahawalah Matam Aur Sahaba Page no 103,
>>>
Agar Raan par hath marnay say Amaal Zaya ho jatay hain to
pher Moujoodgiyay Rasool s.a.w.w main Ashaab Nay Ranon ko Peet kar apnay Amaal
Kion Ganwa diyay (Ab Zara Iss Qoum Kee Nimaz Bhe Mulakhata Farma Leejiyay Gaa
Yhan Yhe Taab Kay Dur kee Bat Nhen Hay Aajj bhe Inn Kee Nimaz To Qaim Hotee Hay
Magar Nazrain Nah Janay Kahan Kaha Tawaaf Kar Rahee Hotee Hay Iss Sislay Main
Mujhay Ahaylay Shia Hazraat Kee Nimaz Pay Naaz Hay Kay Kaam say Kaam Duranay
Ebadat Humari Nazron Ke Simaat To Aik He hotee hay Balkay Humhain Ider Udar
Daykhnay Kee Zaroorat He Nhen Humaray Samnay He to Siratay Mustaqeem Hay Hum
Kion Nazron Ko Bhatkayain Jaza Yhan He Mulakhata Keejiyay Kay Ab Samnay Nabi
s.a.w.w Jaysee Siratay Mustqeem Ho Aur Ashaab Kee Nazrain Kaheen Aur Ghorain
Mujhay Yhe Nimazain Unn Kee Samaj Nhen Aaa Paa Raheen Yhe he Nimazain to Abhee
Taak Bhe Qaim Rahay Gayee Hain Magar Ghar Kiss Ka Lota Hay Zahra s.a Nabi
s.a.w.w kee Baiti kay Baitay aur Nawasay Kaa Allha Humhain Inn Ebdat Kee Rooh
Ko samjnay Kay sath sath Inhain Baja Lanay Kee Bhe Tofeeq Ata Farmayay
Ameen)>>>
To Be Continue will be in a Next post........
0 comments:
Post a Comment