§HUM MATAAMAY HUSSAIN A.S KION KARTAY HAIN§ (Matamay Hussain
a.s Dar asaal Marhagaay Yazeed Hay)>>>
100 Saboot Azadari Kay Mutalaaq, Saboot No 41:>>>
Hazrat Usman Kay Gham Main Matam>>>
Allama Ibnay Jareer Nay Zikar Kiya hay Khay Jab Qatlon nay
Hazrat Usman Ka Sar Katnay ka Irada kiya to Auraton nay Cheekh O Pukar ke aur
apnay Munh Peetay Inn Peetnay Wali Auraton main Do Hazrat Usman Ke Biwiyan Theen
aik Naila aur Dusri Umal Baneen aur 2 Baytiyan Theen>>>
Ref: Al Bayay Wal Nahaya Ibnay Kaseer Jild no 7, Page no
188, and Tareekhay Tibri Jild no 6, Page no 302, And Tareekhay Asaam Koofi Page
no 159>>>
Agar Mukhalayfeen ke yhe daleel man lee jayay Khay Matam sab
say Phaylay Yazeed Ln kay Ghar say Shuru Huwa to Kiya Usman Kay Ahaylay Khana
Kee Matam Dari say bhe Yhe he Makhooz ho ga khay unn Sogwaron nay Khud he Usman
Ko Qatal Kar kay Peetna Shuru Kar Diya >>>
To Be Continue will be in a Next post........
0 comments:
Post a Comment