§HUM MATAAMAY HUSSAIN A.S KION KARTAY HAIN§ (Matamay Hussain a.s Dar asaal Marhagaay Yazeed Hay)>>>
100 Saboot Azadari Kay Mutalaaq, Saboot No 71:>>>
Tabarkar O Ziyarat Shuwaar Allah Main Dakhal
Hain>>>
Allama Ahaylay Sunnat Imam Fakhar Ud Din Zaari Apni Tafseer
Kabir main Ayat Ina Al Safa Wal Marwaat Man Suhar Allha Kee Tafseer Kay Thayt
Likhtay Hain>>>
Tarjamah: Yani Shuar Allha Khuda Kee Etaat Kay Nishanat Ko
Khaytay Hain aur Jo Cheez Bhe Khuda Kee Etaat Kaa Nishan Banayee Jayay Who He
Shuar Allha main Dakhal Ho Gee>>>
Ref: Tafseer Kabir Jild no 2 Page no 43>>>
Paas Sabat Huwa Khay Chunkhay Muhabatay Hussain a.s Etaatay
Khuda Wandi Hay Lihaza Jiss Qadar bhe Nishaniyan Alay Rasool s.a.w.w Kee
Muhabaat Par Dalalat Karain Gee who Saab Kee Saab Shuar Allha Hun Gee Khuwah
Who Jandar Hun Yaa Bay Jaan Maslan Zuljanah, Taziyah Alam Waghairah Lihazah Unn
Kee Tazeem Wajab Ho gee aur Unn Kee Toheen Taqreean Yaa Tehreeran Haram Ho Gee
Kion Khay Hukam hay Khay>>>
(Yaa Aiyo Hala Zeena Amanoo Laa Tahloo Shuar Allha)
>>>
Yaani Aay Momino Shuar Allha Kee Bay Ezati Nah Karo
>>>
Agar (Budan) Shuar Main Dakhal hay to (Zuljanah) Bhe Shuar
Allha Main Shamil ho gee>>>
To Be Continue will be in a Next post........
0 comments:
Post a Comment